Hindi Songs

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Puneet Sharma, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan – Sanju


Main badhiya tu bhi badhiya
Shaadi karle sanwariya
Phutengi phir fuljhadiyan
Badhiya badhiya

Main badhiya tu bhi badhiya
Par main azaad hu chidiya
Rakh tu apni fuljhadiyan
Badhiya badhiya

Chat mangi kar pat mangi
Mujhe patni bana le jhat pat apni
Sunn pagli main chora jungli
Arey kaahe ko banana chaahe meri chatni
Oho oho

Main badhiya tu bhi badhiya
Par main azaad hu chidiya
Rakh tu apni fuljhadiyan
Badhiya badhiya

Sun sajjna kal aaya sapna
Maine sapne mein dekha mandap apna
Sab taare the baarati
Sang nach rahe sooraj chanda

Jaag jaa re pagli tu
Sapna nahi hai ye hai durghatna, durghatna
Sooraj se mandap jal jayega
Mujhe nahi pakna, mujhe nahi pakna
Oho oho

Main badhiya tu bhi badhiya
Hum kyun phoonkein yeh duniya
Rakh tu apni fuljhadiyan
Badhiya badhiya

Badhiya badhiya
Badhiya

Samjhe aan, badhiya